Blog Ya Website Ke Liye Disclaimer Page Kaise Banaye

Blog Ya Website Ke Liye Disclaimer Page Kaise Banaye
Disclaimer Page Kaise Banate Hai Hindi Me:आज इस पोस्ट में हम आपको बताने जा रहे है की blog के लिए Disclaimer Page कैसे बनाते हैं? शायद हो सकता है ये बात आप सभी जानते हो कि ये page क्या है और क्यों बनाया जाता है लेकिन अभी बहुत से ब्लॉगर है जो नही जानते है कि disclaimer page किसे कहते है और इसका इस्तेमाल किसी भी site पर क्यों किया जाता है।

In this post में आपको disclaimer page के बारे में सभी सवालों के जवाब मिल जायेंगे। आपका blog blogspot पर बना हो या self hosted WordPress पर या फिर किसी other blogging platform पर सभी तरह के blog या website पर Disclaimer Page का होना बहुत ही important होता है।

Disclaimer Page Site Ke Liye Kyu Important Hota Hai?


हम अपने ब्लॉग पर इतना मेहनत करते है और पोस्ट लिखते है और भी बहुत कुछ करते है और लेकिन जो हम content share करते है उसके हम writer रहते है और उसका responsible हमारे ही ऊपर रहता है और उसमें कभी कोई mistake भी हो सकती है।

So legal तरीका है कि हम अपनी साइट के लिए disclaimer page create करे और उसमे अपनी site के नियमो (rule) को उसमे लिखे। जिससे आपको भी फायदा हीग और आपके readers को भी आपकी site का truth मिलेगा। तो चलिए नीचे कुछ main reason जान लेते है कि disclaimer page आखिर ब्लॉग के लिए क्यों जरूरी होता है।

1.Generally जो भी user आपकी साइट पर daily visit करता है और आपके site का regular visitors होता है उसको तो आपके बारे में full information होती है। लेकिन जब कोई user पहली बार आपके site पर visit करता है तो उसे डर या शक होता है कि कहीं ये site ये साइट illegal तो नही है। और इस site को इस्तेमाल करनी चाहिए कि नही इसको पता करने के लिये वो आपके site के work के बारे में जानना चाहता है। ऐसे में अगर आपके site पर about us,privacy policy, and disclaimer page होंगे तो उसे अपने सवालों के जवाब मिल जाएंगे।

2.अगर आप अपने blog पर adsence use करना चाहते हैं तो आप सबसे पहले अपने ब्लॉग के लिए Disclaimer,privacy policy,about us page create करले वरना adsence आपकी application को तुरंत reject कर देगा।

3.यदि आप अपने blog पर affiliated marketing use करना चाहते हैं तो बहुत से अच्छे affiliate program इन pages के बिना आपके blog को approved नहीं करते या poor managed blog मानकर आपका affiliate application reject कर देते हैं।

4.Disclaimer page आपके reader के लिए आपके साइट की सच्चाई का proof हित है जिस पर भरोसा करके वो आपकी website को daily visit करते है।

5.अगर आप चाहो तो हमारे site का disclaimer page का look देख सकते हो।

Blog or Website Ke Liye Disclaimer Page Kaise Banaye?


Step:1

1.सबसे पहले आप free disclaimer generate करने वाली site easyriver.com पर जाए।

2.अब यहां पर आपको simple option follow करने है।

Step:2


1.अपने site का name लिखे।

2.Company का नाम लिखे अगर company न हो तो फिर अपने ब्लॉग का पूरा नाम लिखे।

3.Country name add करे।

4.अपना Email address add करे जिस पर user आप से contact कर सके।

5.सबसे last में Make my disclaimer पर click कीजिये।

Step:3

अब आपके सामने एक page open होगा उसमे आपके ब्लॉग का disclaimer page होगा आप उसे copy करलें तो अब आपके blog की disclaimer page बनकर ready हो गयी है।

अब आपको अपने ब्लॉग में add करना होगा। तो चलिए आगे बढ़ते हैं और जानते हैं कि disclaimer page को blogger blog या फिर wordpress blog के page में जाकर कैसे add करना है।

How To Add Disclaimer Page In Blogger Blog?


Blogger Blog में disclaimer page को add करने के लिए आप नीचे दिए गए अनुसार करे।

Step-1

1.सबसे पहले अपने blogger dashboard में login कीजिये।

1.Pages पर click कीजिये।

2.New Page पर click कीजिये

Step-2

1.Page title में Disclaimer लिख दीजिये।

2.अब copy किये policy text को page editor में paste कर दीजिए।

3.अब last में publish button पर click करके publish कर दीजिए।


अब आपके blogspot blog में ये page successfully add हो चुका है। अब में बताऊंगा कि How to add disclaimer page in WordPress site.

WordPress Blog Me Disclaimer Page Kaise Add Kare?


अगर आपका ब्लॉग self hosted WordPress पर बना है तो wordpress Blog में disclaimer page को add करने के लिए आप नीचे दिए गए अनुसार करे।

Step-1

1.सबसे पहले अपने wordpress dashboard को open कीजिये।

1.Pages पर click कीजिये।

2.Add New पर click कीजिये।



Step-2

1.Page title में Disclaimer लिख दीजिये।

2.अब copy किये policy text को page editor में paste कर दीजिए।

3.अब last में publish button पर click करके publish कर दीजिए।



Congratulations,अब आपके ब्लॉग या वेबसाइट में disclaimer page add हो गया है अब आपको इस page को अपने ब्लॉग के menu bar या footer में set करना है जो आप कर सकते है।

Conclusion

I hope अब आप अपने website या blog के लिए disclaimer page create कर चुके होंगे और उसे अपने ब्लॉग में लगा भी लिए होंगे। अगर आपको अपने ब्लॉग के लिये privacy policy page और about us page बनाना है तो ये post पढ़े।

Blog ke kiye privacy policy page kaise banaye?

Blog ke liye about us page kaise banaye?

तो दोस्तो आपको Disclaimer page kaise banate hai website ya blog ke liye कैसी लगी अगर आपको ये पोस्ट पसन्द आया हो तो क्रिया इस पोस्ट को social media पर अपने दोस्तों और अन्य ब्लॉगर को share करना मत भूले।

Blog ko Full Design kaise kare Complete guide In Hindi

Blog banane ke baad blog ko design karna bahut hi important hota he. Because agar blog ka design acha na ho tab koi bhi aapke blog ko pasand nahi karenge. And koi bhi visitor aapke blog par dowara nahi aayenge. So blog ko design karke ek professional blogger ka jaisa banana bhut hi importent hota he. And blog ko design karne ke liye thodi bahut to coding ki bhi jarurat hoti he. Isliye new bloggers ko hamesa apne blog ko design karne me problem hoti he.

Blog Ko Design Karne Ke liye 11 Important Tips?



1- Blog Template
Blog ko design karne me template bahut hi importent chiz hoti he. Agar aapka Template Acha na ho. Then aap apne blog ko bhi achi tarah se design bhi nani kar sakenge. So aapko blog banane ke baad sabse pehele aapko ek badiya template ki jarurat padti he. Jo Template simple uniqe ke sath fast loading bhi ho. Aap aise hi ek new template ko Download kare aur use apne blog me upload kare. Is se aapki blog bahut hi badiya dihegi. And aapke blog ke visitors bhi badhenge.

2- Add Email subscribe widget
Email subscribe widget se aapka blog bilkul website ki taraha dikhega. Aur aapke visitors ko bhi aapke blog site ko subscribe karne me assani hogi. So aap apne blog par ek Email subscriber widget add kare. And blog me Email subscribe widget add karne ke liye aap feedburner se free me email subscribe widget add kar sakte hai.

3- Add Popular ,most popular And Recent Post Wiget In Side Bar
Blog ke side bar par popular ,most popular aur recent post widget ko jarur add kare ise aapke Blog ke visitors ko bhi aapki popular & recent post padhne me easy hogi. Aur aap ki blog bhi beutifull and professional dikhegi.

4- Add Simple Color
blog ko design karte waqt bahut se new blogger apne blog ko achi tarha se design karne ke chakkar me aapne blog me 4-5 colour add kardete he jo ki bilkul bhi sahi nahi he aapke blogsite ke liye. Ise aapke blog ke visitors ko kafi problem hoti he. Isliye aapke blog ko over colorful mat banaye and blog ke color ko hamesa simple hi rakhe.

5- Logo Add Kare
Bahut se bade bade company ke logo to aapne dekha hoga. Aur aapko bahut si byk aur Car Company ke Logo bhi yaad honge. Same woisa hi ek logo aap bhi banaye apne blog ke liye. And internet par aise bahut se website he jaha se aap free me Logo bana sakte ho apne blog ke liye. Logo se aapki blog ko ek pehechan milti he. Or visitors ko bhi bahut easy ho jayega aapki site name yaad rakhne me. So aap bhi ek badiya logo banaye aur use apne blog or website me add kare.

6- Post Images
Post par image bahut hi important chiz hoti he. Image se blog post ko samajne me asani hoti he visitors ko. So aap always 1 ya 2 image add kare apne blog post par. But hamesa blog post ke related hi photo use kare. And bekar ke images matlab extra images ko  kabhi bhi add mat kare.post ke image ko 70 kb se upar na ho.

7- Add Menu Bar
Menu bar bahut hi importent hota he kisi bhi blog or website ke liye. Jisse aapke blog readers ko ye pata chalta he ki aapki blog par aap kya kya jankari ya kis kis topic ki jankari aap apne blog par share karte ho. Menu Bar se aapka blog good looking ke sath attractive bhi hoti he aur ise visitors ko bhi bahut hi easy hota he correct post ko search karne me. So aap blog par menu bar jarur add kare.

8- Header Add Kare
When koi aapke blog or website ko open karte he Then sabse pehele visitors ko blog ki header hi dikhai deti hai. So aap apne blog ka badiya header bnaye. And blog ke header ko hamesa simple and clean rakhe.
9- Social Sharing Button Add Kare
Blog ko design karene ke liye social follow and sharing button bahut hi jaruri hoti he blog site ke liye. Because agar koi visitors aapke post ko reading karne ke baad agar wo shar karna chahe to wo social sharing button use kar sakte he. And agar koi aapke blog se social site par follow karna chahe to easily follow kar sakenge. Aur social sharing buttons se aapki blog site bahut hi professioal aur bilkul website ki taraha dikhegi. so aap apne blog site par social sharing button add kare. is se apke visitor bhi badhenge.

10.Blog ke liye page.
Blog me about, disclaimer, privacy policy, rahna bahut jaruri hai.isse apke blog ki rank badhti hai.aur is se adsence jaldi approve karwa sakte hai.aur is se apke site ko visitor farzi nahi manenge.

11.About author box.
Blog me author box lagana bahut jaruri hota hai isse visitor ko pata chalta hai ki aap kaun hai aur ye site kyu banayi hai.

Dosto agar aapko ye post achi lagi to social media par jarur share kare.

Blog me adsence ke ads kaise lagaye in hindi.

Today hum baat karenge adsense ke baare me ki Adsense ke ads blog me kaise lagate hai? aksar new blogger ki yahin problem hoti hai ki blog me ads kaise lagaye.aur blog ke liye adsence ads kaise create kare.aur kis size ke ads lagaye. To dosto in sab ke jawab hum aaj is post ke dwara pura kar denge. To chaliye jante hai.lekin adsence ke ads blog me lagane se pahle adsence ads ko create karna padta hai.to agar aapko adsence ads banana nahi aata to niche diya hua post padh le.Fir blog me ads lagaye.


Adsence ads kaise banaye full guide in hindi?

    • Blog me adsense ke Ads kaise lagate hai ki puri guide in hindi? 

    Agar aapne adsense par ads bana liya hai. To uska code aapko mil gaya hoga.agar nahi banaya hai to yahan click kare. Ab aapko ye jannae ki jarurat hai ki blog me kahan kahan kis jagah ads lagane hai. Aur kaise lagane hai.

    Blog par adsense ke 5– 6 ads allow hai agar aap isse jyada ads lagate hai to adsence ke ads aapke blog me show nahi honge. Aur aapka adsence disapproved ho sakta hai. Aur aap jyada se jyada blog me 5 ads laga sakte hai.

    1.Ads in Post

    Post me aap 3 ya 4 ads laga sakte hai. Is se jyada ad lagane se loading speed slow ho jati hai. so aap post me 3 ads hi use kare to acha hoga.Bahut si template jo adsense friendly hoti hai. Unme post me ads lagane ki alag se widget hoti hai. Agar aapke blog ki template adsense ready nahi hai. To aap post me direct ads code add kare. Uske liye aap post ke edit option me jakar compose/html me se html par click kar jahan aapko ads lagane hai. Wahan ads code paste kare>post me aap “Responsive aur Links Ads” add hi use kare.

    2. Ads in Sidebar

    sidebar me aapko 600/300 size ka ads lagana hai aap chahe to sidebar me 2 ads use kar sakte ho.

    .3. Ads in Widget

    1.blogger.com par log in aur jis  blog me ad lagane hai. Uske dashboard me jaye.

    2.Ab aapko jahan bhi ads lagane hai wahan “Add a Widget” par click kare.

    3.“HTML/Javasript” par click kare and box me ads ke code paste karke save par click karde.

    Note :- Ads color blog ki template se related use bilkul mat kare kyuki visitor isko post ka hissa samjhenge. Aur ad par click kar dete hai jo ki adsense policy ke rules ke khilaaf hai.

    Ab aapne to adsence ke ads blog me kaise lagaye ye to samaj gsye. Agar aapko isme dikkat aaye to humse comment box ke throw puch le. Aur haan is post ko social media par jarur share kare.

    Blog Post Me PDF Ya Other File Ko Kaise jode.

    Sometime जब हम NotePad में लिखते हैं तो उसको हम HTML file में Save कर देते हैं. इससे बहुत आसान हो जाता है की उसको लिखने के बाद file कर देते है तो जो लोग नहीं जानते हैं .तो वह file को फिर से edit करके उससे post copy करता है और फिर उसको Blog में Publish करता है. पर क्या आपको ये पता है की हम किसी भी file को direct embed कर सकते हैं.तो चलिये आज हम जानते हैं की किसी भी file को blog post में किस तरह से embed करते हैं.



    Embedding क्या है और File को कहाँHost करें??

    अगर आपको computer और blogging के बारे में अच्छी knowledge है तो आप html और pdf file के बारे में जानते होंगे. जिस तरह मेने ऊपर भी बताया है की Blogger Blog में हम बहुत से file जैसे pdf को हम Upload नहीं कर सकते हैं. अगर हम pdf file को Blog में add करना चाहेंगे भी तो उस file किसी और online जगह में Host या Upload करना पड़ेगा. जब हम किसी और जगह File को Host कर लेंगे तो उसको Post में लाने की प्रक्रिया को ही embedding कहेंगे।अगर हम Online file को Host कहाँ करें इसके बारे में सोचेंगे तो सबसे better होगा की file को Google Drive में Host यानि Upload करें. इसके अलावा आप किसी और Online Storage में भी Upload कर सकते हो लेकिन सबसे better Google drive ही है तो चलिए हम आपको Google drive में file upload करके post में embed करने के बारे में बता रहे हैं।

    PDF File को Blog Post में कैसे Embed कैसे करते हैं।

    निचे में आपको कुछ simple steps बता रहा हूँ. में आपको पहले ही सूचित करना चाहूँगा की google drive में में login करने के लिए आपको Gmail Account से login करना होगा और आपको सिर्फ Google drive में 15 GB का ही storage मिलेगा।

    Step 1:सबसे पहले Google Drive में जाकर Login करें.

    1.अब इस icon पर Click करें.

    2.Files पर Click करके जिस file को embed करना चाहते  करना चाहते हो उसको upload करें।

               

    Step:2

    1.File Upload होने के बाद My Drive पर Click करें.

    2.जिस file को upload किया है उसपर Right Click करें।

    3.अब share पर Click करें.



    Step 3:

    1.अब Advaced पर Click कीजिए।



    Step 4:

    1.अब Who has access के सामने Change पर Click करें।

    2.Public on the web को select कीजिए.

    3.अब save पर Click कीजिए.

        



    Step 5:

    अब Link to Share के निचे एक Link होगा उस Link को copy कर लीजिए।

    Step :

    निचे दिए गए code में Link Here की जगह copy किया हुआ link replace कीजिए और code को copy कर लीजिए।
    9.
    Maine yahan code head light kiya hua hai.

    <iframe src=”Link Here” width=”600″ height=”300″></iframe>

    Step 7:

    अब आप जिस post में pdf को embed करना चाहते हो उसको edit करें या New Post में HTML Tab पर Click करें और copy किया हुआ code को Paste कर दीजिए और Post save कर दीजिए।

    Finally,

    में उम्मीद करता हूँ की आपको यह post अच्छा लगा होगा और आ पको पढ़ने के बाद समझ में भी आया होगा. इस post से related किसी भी Question के लिए comment करें और Post अच्छा लगे तो social media par  share जरूर कीजिए। 

    Blog Ke Liye Adsense Apply Kab Kare

    Hello dosto aaj mai bataunga ki  adsence ke liye kab apply karna chahiye.sabse pahle to mai ye batana chahunga ki agar aap apni site par mehnat ki hai aur original content dala hai. To aap adsence  account approve karwa sakte hai.

    But bahut se logon ko yah pata nahi hota hai ki adsence ke liye kab apply kare.aur wah 2 ya 4 post likhke adsence ke liye apply kar dete hai. Aur jiska natija yah hota hai unka adsence disapprove ho jata hai.

    Isliye aapko ye post ko pura padh lena chahiye. to chaliye jaante hai ki Blog banane ke bad Adsence ke liye apply kab kare?


    Adsense Ke Liye Apply Kab Kare?

    Jab aap adsence ke liye apply karte hai. Tab adsence sabse pahle niche di gayi jankari check karta hai.agar aapke niche di gayi saari jankari sahi hoga to adsence aapka account jald hi approved kar dega. Isliye mai to aapko yahi advice dunga ki niche di gayi saari jankari sahi ho tabhi aap adsence ke liye apply kare.

    1.Traffic:Aap adsence ke liye tabhi apply kare jab aapke site par per day 200 pageviews google search engine se aaye visitor hone chahiye. agar aap is se kam pageviews hone par  AdSense ke liye apply karoge to By the way AdSense approved ho bhi sakta hai.

    Magar kya fayda visitor kam hone se aapka earning bhi nahi hoga aur kam visitor ki wajah se aapka adsence bahut jald  disapproved ho jayega.

    2.Content: Aap ke blog par post me share ki jane wali jankari ko hi blog content kahte hai. AdSense aapke blog ke content ko dekh kar hi aapko ads lagana allow karta hai.

    So AdSense account banane se pahle aapke blog par kam se kam 3000-10000 words ka content hona jaruri hai. itne content ke liye aapke blog par 15+ post honi chahiye.

    4.Copyright Content: Jo jankari aap apne blog ke post ke dwara dete hai wah jankari aapki likhi huyi honi chahiye agar aapke blog ke post me kuch bhi copyright mila to aapka AdSense account disapproved ho jayega.

    4.SEO: AdSense me apply karne se pahle aap apne blog ko google, bing, yahoo, ask jaise search engine me jarur submit karle. Kyuki isse aapka blog search engine friendly ban jayega.

    Aur iske wajah se blog par acha traffic hoga or AdSense account jaldi approved ho jayega.

    5.Blog Design: sabse aham aur mukhya bat ye hai ki aap apne Blog ko ache se design karle.design karne ka matlab aap apne blog me jyada colourful widget na lagaye. Apne blog ko simple design kare.

    Kyuki simple design visitor jyada pasand karte hai.aur haan apne blog ke sidebar me jaruri widget add jarur karle.or iska sabse bada fayda ye hai ki AdSense ko simple design hone ki wajah se aapke blog ko review karne me aasani hogi.or kam se kam samay me aapka adsence approved ho jayega.

    6.Navigation bar: Dosto aap apne blog ke navigation bar yani menu bar me ache se link dale. Aur haan usme sub menu jyada na dale. Kyuki isse aapka adsence account disapproved ho sakta hai. Kyuki mere saath aisa ho chuka hai.

    7.Create Page: AdSense ko apply karne se pahle aap apne blog par about us, privacy policy, contact us,disclaimer page bana le. Kyuki google search engine or AdSense dono ke liye ye page jaruri hai.

    8.Sitemap: Apne blog ka sitemap bana le or sitemap ko googe, bing or baki search engine se submit kare. sitemap me aapke blog ki sabhi post, pages ke links add hote hai. jisse AdSense ko blog ki jankari pata karne me aasani hoti hai.

    9.Traffic Rank: AdSense account banane ke liye aapke blog ki ranking 5,00,000-10,00,000 ke bich honi chahiye. isse jyada ranking huyi to ho sakta hai AdSense account approved na ho.

    10.Author Talent:Jab aap AdSense ke liye apply karte ho to AdSense aapke blog ko review karta hai.yani aapke blog ki sari data check karta hai. usme AdSense aapke talent yani post likhne ka tarika kaisa hai  or agar aapki post likhne ka talent AdSense ko pasand na aaya to bhi aapka AdSense account disapproved ho jayega.

    I hope ab aapko Blog banane ke baad adsence ke liye kab apply kare? yah samajne me koi dikkat nahi aayi hogi. To fir der kis bat ki aap apni ye sab galti sudhar kar adsence ke liye apply kare.

    Yah post social media par apne friends ke saath jarur share kare.aur hamari agli post ki jankari pane ke liye aap humari site ko subscribe kar sakte hai.

    Blogspot Blog Me Custom Permalink Kaise Use Kare

    “ Kya hum blogger ke post URL ko change kar sakte hai” Blogspot user ka ye highlight question hai.so aaj hum isi ke baare me baat karenge ki kaise hum blogger ke post link ko edit karke post ko jyada seo friendly bana sakte hai.Blog post ke link ko manually set larne ka ye acha way hai. Is se hum post link ko short link me change kar sakte hai. Jo google ache se support karta hai.so ab chaliye jaante hai ki blogspot blog me custom permalink kaise use  kare.


    Custom Permalink kya hai?

    Blogspot blog me post ke URL ko SEO Friendly banane ke liye google ne custom permalink ki service start ki hai. Post likhte waqt hum post ke url ko apni pasand se change kar sakte hai. google short link jyada support karta hai.aur isme hum post link ko apne hisab se short kar sakte hai.

    Exam :-

    *.Before – https://mysmarthelps.com/2015/10/Godaddy-Se-Rs99-Me-Domain-Register-Kaise-Kare.html*.

    *After – https://mysmarthelps.com/2015/10/godaddy-rs99-domain-registration.html

    Blogspot Blog me custom Permalink kaise Set kare?

    Jab bhi aap blogspot blog par new post likhte ho to post ke right side sidebar me permalink option hota hai us par aap post ke link ko edit kar sakte ho. Yah bahut hi better feature ha. Iske madad se aap long link ko short link me change kar audience ke liye acha target bana sakte ho. Aur better keyboard select karke search engine me post ki ranking increase sakte ho.



    Custom Permalink kaise Edit kare?

    Sabse pahle aap Permalink option par click kare. Uske bad custom permalink par click karo.isme pahle se post title ke keyboard words honge aapko bas unhe edit karna hai. better SEO ke liye link me se extra keyboards remove kar ke post se related popular keyboard set kare.

    *.Post URL me keyboard ke bich bich me “-” jarur use kare.

    *.URL me (a-z) words hi choose kare. (A-Z) words use na kare.

    *.Agar bahut jaruri hai to hi aap (0-1) use kare.

    Google me achi ranking ke liye upar diye gaye step ko follow kar post link edit jarur kare. Blogging me success hone ke liye blog ki SEO ranking achi honi chahiye.

    Thanks aapko ye post pasand aayi. To is post ko social media par apne friends ke saath share karna na bhule.taki aapke wahah se kisi aur ki help ho.

    Blogger Blog Se Powered By Blogger Ko Kaise Remove Kare.

    Aaj ki post me mai aapko bataunga ki Powered By Blogger Attribution kaise Remove karte hai.Agar aap blogger par blogging karte hai to yah post aapke liye hi hai. Jab aap blogger par blog banate hai to aap apne blog ke niche jarur dekhenge ki Powered By Blogger likha aata hai.Isse sabko pata chal jata hai ki aapne apna blog blogger par banaya hai.




    Agar aap apne blog ko website ka look dena chahte hai to aap sabse phale powered by blogger ko hataye.Aaj ki post me mai aapko ek aisa trick batane ja rha hu jiski help se aap apne blog se powered by blogger ko hata sakte hai.

    Blogger se powerd by blogger kyu hataye?

    Jab aap blogger par free blog banate hai to hamare blog ke niche powered by blogger likha aata hai.Iska matlab yah hota hai ki aapne apna blog blogger par banaya hai.Blogger ek free service hai apna gyan dusro ke sath share karne ka.

    Blog se powerd by blogger kaise remove kar sakte hai.

    Aaj mai aapko Powered By Blogger Delete karne ka 2 tarika batane ja rahu hoon.

    1-Powered By Blogger Attribution Widget Ko hide karke.

    2-Powered By Blogger Ko CSS Ki Sahayta Se Mitaye.


    Powered By Blogger Ko Remove Kaise Karte hai?


    Method:1. Blogger Attribution Widget Ko hide karke Powered By Blogger Hide Kaise Karte Hai?


    Step1-
    Aap sabse pahle Blogger.com par jaye.

    Step2-
    Apne Gmail id se login kare aur aap blogger dashboard me jaye.

    Step3-
    Uske bad aap Template par click karna hai.

    Step4-
    Uske bad aap Edit HTML icon par click kare.

    Step5-
    Ab aap dekhenge ki aapke blog ka template ka code khul jayega.
    Ab aap usme jump to widget icon par click kare.

    Step6-
    Ab aapko Attribution1 par click karna hai.

    Ab aapke samne Attribution ka code dikhega.

    Step7-
    Ab aapko Attribution code me jahan locked=’true’ dikhega bus aapko true ke jagah false likhna hai.

    niche screenshot me maine highlight ki hai.


    Locked false likhe.

    Blog se powerd by blogger kaise hataye

    Step8-
    Ab aap apne template ko save karna hai.

    Step9-
    Ab aap fir se Blogger Dashboard par jaye aur Layout par click kare.

    Step10-
    Ab aap Attribution ko open kare.

    Step11-
    Ab aapke samne new pop page open hoga jisme aapko Remove par click karna hai.

    Step12-
    Uske bad aapko save arrangement par click karna hai.
    Ab aapke Blog se powered by blogger puri tarah se remove ho gya hai.


    Method:2. CSS Code Se Powered By Blogger Ko Kaise Hide Kare?

    Dosto yah tarika powered by blogger hatane ke liye sabse aasan hai.Bus aap kuch steps ko follow kare aur apne blog se powered by blogger ko remove kar sakte hai.

    Step1-Aap sabse pahle Blogger Dashbord me jaye.

    Step2-Ab aap template par click kare.

    Step3-Ab aap Customise par click karna hai.

    Step4-Ab aapko Advance ko select karna hai.


    Step5-Ab aap Add CSS par click karna hai.

    Step6-Ab aapke samne CSS box open hoga.

    Step7-Ab aap yah code niche se copy karle.

     #Attribution1{display;none;}  copy kare.

    Step8-Copy kiye gye code ko CSS box me paste kare aur Apply to Blog par click kare.

    Dosto ab aapke blog se powered by blogger remove ho gya hai. Agar aapko koi bhi dikkat aati hai to mujhe comment kare.

    Blog Me Label Kaise Use Kare Post Categories Ke Liye

    Dosto blogger ko manage karna bahut aasan hai.jab ham apna post dalte hai blogger par to wo post alag alag category ke hote hai. to us post ko hume alag alag category ke hisab se rakhna hota hai. jise hum labels kahte hai taki visitor hamare blog ke post ko asani se padh sake.

    Blog me label use kaise kaise kare post category ke liye.

    Label kya hai aur blog me label kya kaam aate hai?

    Blogger me label ka kaam blog post ko Arrange karna hota hai. Jaise aap ne“Blogging” topic par 20 post ki hai to visitors ko kaise pata chalega ki blogging topic par kitni post hoti hai.

    So blogger ne label ka option diya hua hai. Aap blogging ke naam se label bana kar blogging se related posts arrange kar sakte ho. Iske liye aapko post ki label banani padegi.

    Blog ki Post me Label kaise lagate hai?

    Aap apne blog par new post likhte ho to right side me post settings option ke niche labels ka option hota hai. Wahan par click kare.



    Aap kis topic se related post likh rahe ho ya wo likhe hai ex- blog, blogging, Facebook etc, every label ke bad “,”  jarur lagaye. Jab aapke blog me 10 – 15 label ho jati hai. To wo yahan show hogi aap yahan par click karke bhi label select kar sakte hai.

    Blog me labels use karne ka tarika?

    1.Blog me ek label 2-3 words se jyada word use na kare.

    2. label ka nam aisa hona chahiye jise padhne se visitors aasani se samaj sake ki is topic par kaisi post milegi.

    Blog me Label Widget kaise Add kare?

    Aapke post me label add karne ke bad label har post ke niche upar show hogi magar isme only usme post wali label hi show hoti hai isliye  labels ko ek jagah dikhane ke liye aapko blog me label widget use karna padega.

    Step 1:

    1.sabse pahle aap apne blog ke dashboard>>layout par jaye.

    2.Ab blog ke right side (sidebar) me Add a Widget par click kare.

    3.Ab aapke samne ek new popup windows open hogi usme Labels par click kare.



    Step 2: Ab ek new window open hogi.



    1.Title me Tags ya labels likhe.

    2.Cloud par tick kare.

    3.Ab aap Save par click kar ke Save Arrangement par click kare.

    Label ko Category ki tarah kaise use kare?

    Aap labels ko blog me category ki tarah use kar sakte hai.iske liye aapko blog ke menu me category add kar ke labels ka link add karna hoga. Lagbhag har visitors aapke blog ke menu bar topic par dhyan deta hai isliye apne blog ke menu me 4 – 5 important topic jarur add kare.

    Blog Menu me label kaise Use kare?


    1.Aap apne blog ke dashboard>>template>>Edit HTML par jaye.

    2. Ab aapke blog ke menu me pahle se maujood kisi bhi topic ko search kare.

    3.Search kiye gaye topic ki jagah apni pasand ka topic likhe.

    4.Topic ke nam se pahle href=’#’ me # ki jagah topic se related label ka URL set kare. Isi tarah aap blog menu ke baaki topic set kar sakte ho.

    Label ka URL (link) kaise pata kare?

    1.Aapko jis label ka URL pata karna hai Us par click kare.

    2.Ab jo new window open hogi usme browser ke link box me jo link hoga wo aap 2 label ka link hai.


    I hope aapko ye post pasand aayi hogi. To by the way aap 2 minute nikalkar ye post social media par jarur share kare.

    Blog Or Website Banane Ke Baad Kya Kare In Hindi

    Agar Aapne Blog Banayi Hai Toh Aapko Ye Post Padh Lena Chahiye. Kyu Ki Blog Banane Ke Baad Hume Bhut Kuch Kar Na Padta Hai.Blog ko manage karna itna aasan bhi nahi hai but aap dhire dhire sab seekh jayenge to aap blog ko msnage kar lenge ab jyada samay na lekar Mai aap logon ko bata dun ki blog banane ke bad kya kare Aap Mujhe Follow Kare hum aapko detail se samjhayenge.


     Blog banane ke bad kya kare?


    1: Blog Ko Achhe Se Design Kare-

    Blog banane ke baad sabse pehle hume blog ko design karna hota he. Design ka matlab Blog ke liye ek best Mobile Friendly, Seo optimized, Fast Loading Template Download Kare. Template Download karne ke baad usko XML Formot kare kyu ki jab Aap template download karnge tab Aapko template Zip file me milega. XML formet karne ke baad Blog me upload kare. Blog ko achhe se design karne par hum Audience ko Attracte kar sakte hai.

    2: Post Likhe Aur Publish Kare-

    Aap ne toh blog bana liya yahan ab humara main work post bana kar publish karna hota he. Yaad rahe post likh ne se phele post ke bare me basic jaankari hona chahiye Because visitors aapko post se related kuch puche toh aapko jawab dena hoga Always Aapke Interest Se Related post likhe.

    3: Page Banaye Aur Publish Kare-

    Blog ko professional Bana ne ke liye About Us, Contact Us, Privacy Policy jaise page Create kare Aur publish kare.Google AdSense ke liye bhi ye page hona jaruri hai.is se  visitor apke site ka wishwas karenge.

    4: Google Search Console Me Blog Ko Submit Kare-

    Aap log toh jaante honge Google par hi world ke sab log search ka use karte hain Aapne problem ka solution pane ke liye aur Google bhi search requeste se related Link show kar ke deta hai. Blog banane ke baad aap bhi chahte haiki aap ka blog bhi Google search me Aaye to aap Aapne site ki link Google Search Console Par Submit kare. Submit karne ke baad Aapka blog bhi Google par show hoga.

    5: Google Search Console Par Blog Ka Sitemap Add Kare-

    Sitemap ka matlab he ki Google ko hume ye batata hai ki humare blog par kitne Page aur post he sath hi ye bhi batate hai kab kitna post publish huye ise  hume ye fayda hota hai Google humare post ke bare me jaan pata he aur search engine me show karta hai.

    6.Feedburner email feed banaye.

    Blog ke visitor Bada ne ke liye Feedburner feed use kare. Kyu ki blog ke liye visitor hi sab kuch hota hai feedburner use kar ne se hume ye fayda hota he ki koyi hume Email subscribition karega toh. Jab hum New post likh ke publish karenge tab use Email through pata chal jayega.

    7.Category menu banaye.

    Blog me category menu bahut hi jaruri hai. kyuki is se visitor ko pareshani nahi hoti hai post padhne me. kyuki is se asani se apne topic ka post pa sakte hai.aur apke site ko adsence apprived karwane me bhi madad karegi.

    I hope hamari post apko pasand aaye to jarur social media par share kare. Thanks.