Blog me adsence ke ads kaise lagaye in hindi.

Today hum baat karenge adsense ke baare me ki Adsense ke ads blog me kaise lagate hai? aksar new blogger ki yahin problem hoti hai ki blog me ads kaise lagaye.aur blog ke liye adsence ads kaise create kare.aur kis size ke ads lagaye. To dosto in sab ke jawab hum aaj is post ke dwara pura kar denge. To chaliye jante hai.lekin adsence ke ads blog me lagane se pahle adsence ads ko create karna padta hai.to agar aapko adsence ads banana nahi aata to niche diya hua post padh le.Fir blog me ads lagaye.


Adsence ads kaise banaye full guide in hindi?

    • Blog me adsense ke Ads kaise lagate hai ki puri guide in hindi? 

    Agar aapne adsense par ads bana liya hai. To uska code aapko mil gaya hoga.agar nahi banaya hai to yahan click kare. Ab aapko ye jannae ki jarurat hai ki blog me kahan kahan kis jagah ads lagane hai. Aur kaise lagane hai.

    Blog par adsense ke 5– 6 ads allow hai agar aap isse jyada ads lagate hai to adsence ke ads aapke blog me show nahi honge. Aur aapka adsence disapproved ho sakta hai. Aur aap jyada se jyada blog me 5 ads laga sakte hai.

    1.Ads in Post

    Post me aap 3 ya 4 ads laga sakte hai. Is se jyada ad lagane se loading speed slow ho jati hai. so aap post me 3 ads hi use kare to acha hoga.Bahut si template jo adsense friendly hoti hai. Unme post me ads lagane ki alag se widget hoti hai. Agar aapke blog ki template adsense ready nahi hai. To aap post me direct ads code add kare. Uske liye aap post ke edit option me jakar compose/html me se html par click kar jahan aapko ads lagane hai. Wahan ads code paste kare>post me aap “Responsive aur Links Ads” add hi use kare.

    2. Ads in Sidebar

    sidebar me aapko 600/300 size ka ads lagana hai aap chahe to sidebar me 2 ads use kar sakte ho.

    .3. Ads in Widget

    1.blogger.com par log in aur jis  blog me ad lagane hai. Uske dashboard me jaye.

    2.Ab aapko jahan bhi ads lagane hai wahan “Add a Widget” par click kare.

    3.“HTML/Javasript” par click kare and box me ads ke code paste karke save par click karde.

    Note :- Ads color blog ki template se related use bilkul mat kare kyuki visitor isko post ka hissa samjhenge. Aur ad par click kar dete hai jo ki adsense policy ke rules ke khilaaf hai.

    Ab aapne to adsence ke ads blog me kaise lagaye ye to samaj gsye. Agar aapko isme dikkat aaye to humse comment box ke throw puch le. Aur haan is post ko social media par jarur share kare.

    1 comment:

    1. thank you
      https://www.swantutorsonline.com/home/index/gre-preparation-online

      ReplyDelete