Blog ko Full Design kaise kare Complete guide In Hindi

Blog banane ke baad blog ko design karna bahut hi important hota he. Because agar blog ka design acha na ho tab koi bhi aapke blog ko pasand nahi karenge. And koi bhi visitor aapke blog par dowara nahi aayenge. So blog ko design karke ek professional blogger ka jaisa banana bhut hi importent hota he. And blog ko design karne ke liye thodi bahut to coding ki bhi jarurat hoti he. Isliye new bloggers ko hamesa apne blog ko design karne me problem hoti he.

Blog Ko Design Karne Ke liye 11 Important Tips?



1- Blog Template
Blog ko design karne me template bahut hi importent chiz hoti he. Agar aapka Template Acha na ho. Then aap apne blog ko bhi achi tarah se design bhi nani kar sakenge. So aapko blog banane ke baad sabse pehele aapko ek badiya template ki jarurat padti he. Jo Template simple uniqe ke sath fast loading bhi ho. Aap aise hi ek new template ko Download kare aur use apne blog me upload kare. Is se aapki blog bahut hi badiya dihegi. And aapke blog ke visitors bhi badhenge.

2- Add Email subscribe widget
Email subscribe widget se aapka blog bilkul website ki taraha dikhega. Aur aapke visitors ko bhi aapke blog site ko subscribe karne me assani hogi. So aap apne blog par ek Email subscriber widget add kare. And blog me Email subscribe widget add karne ke liye aap feedburner se free me email subscribe widget add kar sakte hai.

3- Add Popular ,most popular And Recent Post Wiget In Side Bar
Blog ke side bar par popular ,most popular aur recent post widget ko jarur add kare ise aapke Blog ke visitors ko bhi aapki popular & recent post padhne me easy hogi. Aur aap ki blog bhi beutifull and professional dikhegi.

4- Add Simple Color
blog ko design karte waqt bahut se new blogger apne blog ko achi tarha se design karne ke chakkar me aapne blog me 4-5 colour add kardete he jo ki bilkul bhi sahi nahi he aapke blogsite ke liye. Ise aapke blog ke visitors ko kafi problem hoti he. Isliye aapke blog ko over colorful mat banaye and blog ke color ko hamesa simple hi rakhe.

5- Logo Add Kare
Bahut se bade bade company ke logo to aapne dekha hoga. Aur aapko bahut si byk aur Car Company ke Logo bhi yaad honge. Same woisa hi ek logo aap bhi banaye apne blog ke liye. And internet par aise bahut se website he jaha se aap free me Logo bana sakte ho apne blog ke liye. Logo se aapki blog ko ek pehechan milti he. Or visitors ko bhi bahut easy ho jayega aapki site name yaad rakhne me. So aap bhi ek badiya logo banaye aur use apne blog or website me add kare.

6- Post Images
Post par image bahut hi important chiz hoti he. Image se blog post ko samajne me asani hoti he visitors ko. So aap always 1 ya 2 image add kare apne blog post par. But hamesa blog post ke related hi photo use kare. And bekar ke images matlab extra images ko  kabhi bhi add mat kare.post ke image ko 70 kb se upar na ho.

7- Add Menu Bar
Menu bar bahut hi importent hota he kisi bhi blog or website ke liye. Jisse aapke blog readers ko ye pata chalta he ki aapki blog par aap kya kya jankari ya kis kis topic ki jankari aap apne blog par share karte ho. Menu Bar se aapka blog good looking ke sath attractive bhi hoti he aur ise visitors ko bhi bahut hi easy hota he correct post ko search karne me. So aap blog par menu bar jarur add kare.

8- Header Add Kare
When koi aapke blog or website ko open karte he Then sabse pehele visitors ko blog ki header hi dikhai deti hai. So aap apne blog ka badiya header bnaye. And blog ke header ko hamesa simple and clean rakhe.
9- Social Sharing Button Add Kare
Blog ko design karene ke liye social follow and sharing button bahut hi jaruri hoti he blog site ke liye. Because agar koi visitors aapke post ko reading karne ke baad agar wo shar karna chahe to wo social sharing button use kar sakte he. And agar koi aapke blog se social site par follow karna chahe to easily follow kar sakenge. Aur social sharing buttons se aapki blog site bahut hi professioal aur bilkul website ki taraha dikhegi. so aap apne blog site par social sharing button add kare. is se apke visitor bhi badhenge.

10.Blog ke liye page.
Blog me about, disclaimer, privacy policy, rahna bahut jaruri hai.isse apke blog ki rank badhti hai.aur is se adsence jaldi approve karwa sakte hai.aur is se apke site ko visitor farzi nahi manenge.

11.About author box.
Blog me author box lagana bahut jaruri hota hai isse visitor ko pata chalta hai ki aap kaun hai aur ye site kyu banayi hai.

Dosto agar aapko ye post achi lagi to social media par jarur share kare.

10 comments:

  1. Nece post www.niyogbarta.in
    Www.jobsriya.in

    ReplyDelete
  2. bhai nice post hai aap kon si template ka use kar rahe hai ye btao

    ReplyDelete
  3. Nice post.Thanks to make me clear doubts regarding blog.plz tell how to creat privacy policy.

    ReplyDelete
  4. Blog Ko Full Design Kaise Kare Complete Guide In Hindi - My Smart Helps >>>>> Download Now

    >>>>> Download Full

    Blog Ko Full Design Kaise Kare Complete Guide In Hindi - My Smart Helps >>>>> Download LINK

    >>>>> Download Now

    Blog Ko Full Design Kaise Kare Complete Guide In Hindi - My Smart Helps >>>>> Download Full

    >>>>> Download LINK

    ReplyDelete
  5. 📢Get free .com domain name and start your own website
    Free .com domain name

    🌍Use BacklinksIndexer and easily index backlinks on search engines

    👉 Use Minute Kit Traffic Booster
    they will send unique traffic on your website

    ReplyDelete