Blogger Blog Se Powered By Blogger Ko Kaise Remove Kare.

Aaj ki post me mai aapko bataunga ki Powered By Blogger Attribution kaise Remove karte hai.Agar aap blogger par blogging karte hai to yah post aapke liye hi hai. Jab aap blogger par blog banate hai to aap apne blog ke niche jarur dekhenge ki Powered By Blogger likha aata hai.Isse sabko pata chal jata hai ki aapne apna blog blogger par banaya hai.




Agar aap apne blog ko website ka look dena chahte hai to aap sabse phale powered by blogger ko hataye.Aaj ki post me mai aapko ek aisa trick batane ja rha hu jiski help se aap apne blog se powered by blogger ko hata sakte hai.

Blogger se powerd by blogger kyu hataye?

Jab aap blogger par free blog banate hai to hamare blog ke niche powered by blogger likha aata hai.Iska matlab yah hota hai ki aapne apna blog blogger par banaya hai.Blogger ek free service hai apna gyan dusro ke sath share karne ka.

Blog se powerd by blogger kaise remove kar sakte hai.

Aaj mai aapko Powered By Blogger Delete karne ka 2 tarika batane ja rahu hoon.

1-Powered By Blogger Attribution Widget Ko hide karke.

2-Powered By Blogger Ko CSS Ki Sahayta Se Mitaye.


Powered By Blogger Ko Remove Kaise Karte hai?


Method:1. Blogger Attribution Widget Ko hide karke Powered By Blogger Hide Kaise Karte Hai?


Step1-
Aap sabse pahle Blogger.com par jaye.

Step2-
Apne Gmail id se login kare aur aap blogger dashboard me jaye.

Step3-
Uske bad aap Template par click karna hai.

Step4-
Uske bad aap Edit HTML icon par click kare.

Step5-
Ab aap dekhenge ki aapke blog ka template ka code khul jayega.
Ab aap usme jump to widget icon par click kare.

Step6-
Ab aapko Attribution1 par click karna hai.

Ab aapke samne Attribution ka code dikhega.

Step7-
Ab aapko Attribution code me jahan locked=’true’ dikhega bus aapko true ke jagah false likhna hai.

niche screenshot me maine highlight ki hai.


Locked false likhe.

Blog se powerd by blogger kaise hataye

Step8-
Ab aap apne template ko save karna hai.

Step9-
Ab aap fir se Blogger Dashboard par jaye aur Layout par click kare.

Step10-
Ab aap Attribution ko open kare.

Step11-
Ab aapke samne new pop page open hoga jisme aapko Remove par click karna hai.

Step12-
Uske bad aapko save arrangement par click karna hai.
Ab aapke Blog se powered by blogger puri tarah se remove ho gya hai.


Method:2. CSS Code Se Powered By Blogger Ko Kaise Hide Kare?

Dosto yah tarika powered by blogger hatane ke liye sabse aasan hai.Bus aap kuch steps ko follow kare aur apne blog se powered by blogger ko remove kar sakte hai.

Step1-Aap sabse pahle Blogger Dashbord me jaye.

Step2-Ab aap template par click kare.

Step3-Ab aap Customise par click karna hai.

Step4-Ab aapko Advance ko select karna hai.


Step5-Ab aap Add CSS par click karna hai.

Step6-Ab aapke samne CSS box open hoga.

Step7-Ab aap yah code niche se copy karle.

 #Attribution1{display;none;}  copy kare.

Step8-Copy kiye gye code ko CSS box me paste kare aur Apply to Blog par click kare.

Dosto ab aapke blog se powered by blogger remove ho gya hai. Agar aapko koi bhi dikkat aati hai to mujhe comment kare.

0 comments: