Kisi Bhi Color Ka Code Pata Kaise Kare

Yadi aap blogging kar rahe hai to kai baar aapko apne blog design ko change karna rahta hai to aise me changing main colour hota hai ki aap jab bhi koi design karenge to colour  jarur change karna padta hai kyuki tabhi site achi lagti hai aur aapko pata hi hoga ki colour change karne ke liye colour ka html code likhna rahta hai aise me aap problem me aa jate hai ki colour ka html code kaise pata kare.

Kisi Bhi Color Ka Code Pata Karne Ka Generator

Aksar Sabse jyada color html code ki jarurat hame header menu, background color aur footer me padti hai to dosto pareshan hone ki jarurat nahi kyuki is post me maine bataya hai ki online kisi bhi colour ka html code kaise pata kare aur aap colour ka html code 2 minute me pata kar sakte hai.

Kisi Bhi Colour Ka Code kaise Jane?


Kisi bhi color ka html code pata karna koi bahut badi process nahi hai Iske liye aapko kewal ek site par jana hoga aur wahan aap kisi bhi color ka code generate kar sakte hai Site par jane ke liye link par click kare.

Colour ka code kaise pata kare

1. Brightness:

Yahan par aap apne color ko kam jyada kar skte hai Jo bhi aapko color pasand ho us par click kar apne color ko choose kar sakte hai.

2- Swatch:

Ye box aapko wo color dikhayega jo color apne select kiye aur agar aapne blue select kiya hai toh box me aap blue color dekh sakte hai.

3- Hue Saturation:

Hue saturation brightness ke samne percentage ko show karta hai isse aapko color choose karne me help milegi.

4- Hex:

Jab aap color ko select kar le uske baad apko uska code milega wo aap yaha se copy kar sakte hai.

Dosto agar aapko kisi bhi colour ka code kaise pata kare ye post pasand aayi ho to apne dosto ke sath hamare blog ki posts ko share karna na bhoole.

0 comments: