
Jyadatar to google search engine ke name se hi jana jata hai lekin google vompany ki iske alawa bhi kafi services aur product hai jinme Google Photos,Google Maps, Youtube, Chrome, Play Store,Gmail, Google Plus, Google Drive,aur bhi bahut saare products hai.
10 Amazing Google Facts Guide In Hindi:
1. Kya aap jante hai ki google ko pahle googol (गुगोल) kaha jata tha lekin ek investers ne spelling wrong par ise google pukara aur ye naam sabhi log ko pasand aa gaya aur tabhi se ise log google naam pukarne lage.
2. Google ka search engine 100 milliom gigabyte ka hai, Utna data apne pas save karne ke liye ek terabyte ki ek laakh drive ki jarurat hogi.
3.Shayad aapko pata na ho ki googke ka homepage itna khali kyu rahta tha kyuki google ke founder Sergry Brin & Larry Page ko html ka knowledge nahi tha jisse wah ise acha bana pate.
Bahut samay tak to google par search submit button bhi nahi tha,return key ko click karke hi tag ya query search kiye jate the.
4.Google ne apne street view map ke liye 80 Lakh 46 Thousand K.M. road ke barabar photograph liya hai.
5.World ki sabse important company ki site ke code me 23 markup error hai.
6. Kya aap jante hai ki google ko 2011 me 96 Percent revenue jo ki 37.9 Arab dollar tha aur wah bhi kewal Advertise se aaya tha.
7.Google ko Gmail Banane ke liye Idea Rajan Seth Ne Diya tha aur Jab rajan seth Google Me interview dene gaye the tab Gmail Ko 2 saal tak Internally Use Kiya Gaya Jisse Iska Bug aur mistake,error Fix kiya ja sake.
8.Google ki 90% Percent Earning Adverties se hi hoti hai baki 10% other source se hoti hai.
9.Google har 1 second me 2,18,903.40 Indian rupaye earning karta hai.
10.Google World ki 88 Language support karta jisse isko koi bhi aasani se samajh sakta hai.
- World Biggest Facts In Hindi
- World Biggest Mysterius Facts In Hindi
- Search engine se traffic na milne ke 6 reason
Agar aapko Top Amazing Google Facts Book In Hindi post pasand aayi to socia media par share kare aur agar aapke pas koi problem ho is post ke baare me to comment section ke through puch sakte hai.
0 comments: