Hostlelo Review: Sabse Cheapest Price hosting New blogger ke liye

Hello friends aaj ka post new blogger means jinhone abhi tak wordpress nahi use kiya hai ya blogspot platefrom par blogging karte hai unke liye bahut madadgar sabit hone wali hai kyuki is post me mai aapko ek aise hosting ke baare me batane ja raha hun jo india me sabse cheap cost me hosting provide karti hai.

Agar aap jyada costly hosting nahi purchased kar sakte hai Aur apna wordpress self hosted site banana chahte hai to aapke liye yah hosting sabse best hai yun kahun ki isse acha hosting aapko nahi milega.

Hostlelo se hosting kaise kharide
In this post me Hostlelo hosting company ka review karenge To chaliye company ka review kar lete hai.Aur aap review karne ke baad sure hai isi hosting company se hosting buy karenge.

Blog commenting karke daily 1500+ Trafffic kaise paye?

Blogging Kis Topic Par Karni Chahiye 101+ Most Popular Topics?

Mai hameshsa kahta hun Aur ek baar phir kah raha hun ki Ek new person ke liye blogger best hai starting me aisa koi bhi nahi hoga jisne blogger pkatefrom na use kiya ho fir wo chahe Top blogger ho ya Professional blogger ho.Mai aapke jankari ke liye bata dun Sabse popular blogger india ke sabse popular Harsh Agrawal ji ne bhi blogger platefrom se hi blogging start ki thi baad me unhone wordpress par move kiya isliye Agar aap naye user hai to blogger hi use kare.

Lekin Ab blogger ki popularity kam ho gayi hai aur wordpress ki popularity bahut teji se badhti ja rahi hai Isliye Jiska blog blogger par tha wah sabhi apne blog ko wordpress par shift karne lage hai.

Wordpress par shift hone ka yah reason hai ki blogger ke mukabale Wordpress me bahut saare feature hai jo blogger platefrom aapko kabhi karne ka permission nahi dega.

Wordpress platefrom par aap aasani se apne site ko full control kar sakte hai lekin wordpress paid platefrom hai ispar blog banane ke liye ya blogger se shift hone ke liye Hosting ki jarurat padti hai kyuki without hosting ke aap wordpress ko 10% bhi manage nahi kar sakte hai.

Bahut se log blogger platefrom ko chord karke wordpress par shift ho rahe hai lekin kuch log hai jo shift hona chahte hai lekin thoda paiso ki kami hone ke wajah se wah hosting nahi le pate hai.Agar aap bhi isi condition me hai to ab aapko pareshan hone ki jarurat nahi hai kyuki hum aapko ek aisi hosting company batane ja rahe hai jo sabse cheap price me aapko hosting provide karegi Is hosting me aapko wah sab future milenge jo Hostgtor aur bluehost provide karte hai.

Aur is hosting ko aap bahut hi aasani se manage kar sakte hai Hum baat kar rahe Hostlelo.in ki jo India ka hi company hai aur mumbai me iska head office hai.Aur Agar is sitepar aapko bharosha nahi ho new hone ke liye to mai aapke jankari ke liye bata dun ki mera site bhi hostlelo.in par host hai.

Hostlelo company me bahut saare service ha jaise Domain name registration, Linux Shared Hosting, Windows Shared Hosting, Dedicated Server and Reseller Web Hosting. Hostlelo company ko banaye abhi jyada din nahi hua ho yah lagbhaj 2017 ke starting me realease hua hai lekin iski popularity din ke din bahut jyada badhti ja rahi hai.

Lagbhag 50% Hindi bloggers Hostlelo ka Hosting aona wordpress site bana rahe hai Aur is company ka support aapko 24/7 mil jayegi.Aur aap iske team ko direct call karke kisi bhi issue ko fix karwa sakte ho.Aapko mai bata dun ki iski downtime 99% hai Aur sabhi bade se bade hosting ki bhi downtime 99% hoti hai.

Agar Aap WordPress par apna site banane ko soch rahe hai to hostlelo.in sabse perfect option hai.Agar baat kare iski capacity ki to yah per day 20000/day visits ko handle kar sakta hai.Hostlelo company bahut tarah ke hosting provide karti hai jiska price alag alag hai Aap Apne jarurat ke anusaar se plan choose kar sakte ho Agar aap wordpress site pahli baar banane ja rahe hai ya wordpress par new hai to mai aapko Shared hosting ke liye recommend karunga.

Hostlelo.in par hosting aapko bahut jyada cheapest price me mil jayegi ispar hosting lene ke baad aapko C Panel milega jisse aap aasani se apne hosting ko manage kar payoge iske saath hi saath aapko Hostlelo ke sabhi plan me aapko SSL certificate (https://) free me milega phir wo chahe shared hosting hi ho.

Hostlelo company 30 day money gurantee deti hai Agar aapko is hosting par 30 din ke ander koi problem hoti hai to aap 30 din me money back le sakte hai.

Hostlelo.in company me ek bahut hi badhiya feature hai wo ye ki Agar aapka site pahle se kisi hosting par host hai to aap hostlelo company par free me migrate kara sakte ho Iske liye bas aapko hosting leni hogi Aur migrate karne ka request submit karna hoga Uske baad 30 minutes ke ander aapka site new hosting par move hoke live ho jayega.

Plans and Features:
Agar aap iske plans ko janna chahte hai to aap niche screeshot dekh sakte hai Mai yahan Shared hosting ke plan price aur unke features ko bataya hai.

hostlelo plans and feature

1.Deluxe Plans
2.Enterprises Plans
3.Professional Plans

Deluxe plans:
Deluxe plans sabse cheapest plan hai Agar aap newbie hai aur wordpress par apns site banana chahte hai to aapke liye Deluxe plans sabse best hai Yah aapko only 33rs monthly me mil jayega Aur chaliye iske feature dekh lete hai.

Features:
*.Single Website
*.Unlimited GB Disk Space
*.1000 GB Bandwidth
*.Free SSL
*.1 Email Accounts
*.cPanel Control Panel
*.Monthly Billing

2.Enterprises Plans
Agar aap unlimited site ko host karna chahte ho to Enterprises plan Aap le sakte hai Yah unlimited site ko host karne ke liye best hai Aur yah aapko only 130 rs monthly me mil jayega Ab chaliye iske feature ko jaan lete hai.

Features:
*.Unlimited Websites
*.Unlimited GB Disk Space
*.Unlimited Bandwidth
*.Free SSL
*.Unlimited Email Accounts
*.cPanel Control Panel
*.Monthly Billing

3.Professional Plans:
Agar Aap 5 ya 6 site ko host karna chahte hai to aap Professional plan le sakte hai mai bhi yahi plan buy kiya hai Is plan me Aap 10 website tak host kar sakte hai Aur yah Aapko only 65rs monthly me mil jayega Aur yearly 700 me mil jayega Ab chaliye iske feature ko dekh lete hai.

Features:

*.10 Websites
*.Unlimited GB Disk Space
*.1000 GB Bandwidth
*.Free SSL
*.10 Email Accounts
*.cPanel Control Panel
*.Monthly Billing

In my case, maine professional plan buy kiya hai aur mujhe 50% discount mila hai Agar Aap bhi hostlelo se hosting lena chahte ho to aapko 50% discount mil sakta hai.

WordPress par site Kaise Banaye Step By Step guide?

Blogging start kaise Kare, Ek Successful Blog Kaise banaye?

Get 50% Discount At this Time:

Agar aap hostlelo se abhi Domain ya hosting kharidenge to mai aapko 50% ka discount dila sakta hun.Aap hostlelo ke domain ya hosting ka payment kai tariko se kar sakte hai jaise Net banking, debit card ya Paytm.

Sabse pahle aap Niche diye gaye link par jaye Aur koi bhi hosting aur domain ko buy kijiye.

Mysmarthelps 50% off

Note:Aapko 50% discount tabhi milega jab aap 1 year ka plan buy karenge.

I hope aapko ye hosting use karke acha lagega Aur aapko kisi bhi problem ko face nahi karna padega.Ab mai samjhata hun ki aapko yah post jarur pasand aayi hogi.

Agar aapko koi problem aaye to Aap Hostlelo ke manager Zubair Shaikh ji se baat kar sakte hai.Unse contact karne ke liye +91 9892278936 par call kar sakte ho. Is post ko Apne dosto ke saath social me par jarur share kare.

4 comments:

  1. SIR BAHUT ACHA COMPANY HAI HOSTLELO MAI BHI ISI COMPANY KA HOSTING USE KARTA HUN SITE DOWN KABHI NAHI HOTA HAI

    ReplyDelete
  2. Thanks for valuable comments Ajeet ji Mai bhi hostlelo ka hi hosting use kar raha hun

    ReplyDelete
  3. Logo बहुत मस्त है क्या मुझे भी मिल सकता है और आपका साइट भी बहुत अच्छा है।

    ReplyDelete
  4. Why not my brother definitely milega check your email

    ReplyDelete