Blogging me fail hone ki 5 big mistakes: Daily blogging me hazaro log kadam rakhte hai.but unme se sirf kuch hi log success ho pate hai. Iski wajah hai ki naye blogger se hone wali galtiyan. Jiske karan unhe blogging ko kuch hi time ke baad chorna padta hai.Blogging me fail hone ke bahut se reason ho sakte hai.but kuch aise bhi reason hote hai jo ek successful blogger ko bhi blogging me fail bana deti hai.jinki wajah se bahut se log ka blogging career kharab ho jata hai. So Aaj mai unhi galtiyo ke bare me aapko batane wala hun.
Blogging me agar aap success hona chahte hai to sabse pahle aapke pas ye 3 sawalo ka jawab hona chahiye.aur agar aapke pas in 3 ka jawab hai to aap kabhi bhi failure nahi ban sakte.
1. Blogging aakhir kya hai?
2. Blogging kya kaam karti hai?
3. Blogging se aap kya kya kar sakte ho?
In this post, Aaj mai apne blogging career ke experience se aapko blogging me fail hone ki kuch badi mistake ke bare me bata raha hu. Adhik blogger isi galtiyon ke wajah se successful nahi ban pate hai.
Aur haan Agar aap blogging me success hona chahate hai to inko carefully read kare or ache se samjhe.Mai aapko 1001% sure se kahta hun ki aapko blogging me success jarur milegi.
1. Make Money Blogging -
Aksar bahut se blogger sirf paiso ke liye blogging karte hai aur unki yahi galti unko barbaad kar deti hai. Jyadatar log jo only paiso ke liye blogging karta hai wah dusron ke blog ki content chori karke apne blog par post karte hai.Isliye unhe search engines, aur readers dono avoid karne lag jate hai or ek din unke blog par traffic zero ho jati hai.aur wah blogging chor dete hai.
Mai ye nahi kah raha hun ki aap blogging se earning mat karo.Lagbhag 90% log blogging paiso ke liye karte hai aap bhi kamao. Lekin iska matlab ye to nahi ki aap paise kamane ke liye kuch bhi kare.
Agar aap paison ki jagah apne blig ke career,future ke baare me soch kar blogging karenge fir aap dekhna ki paisa kaise aapke piche bhagege. Really, paison ke liye jo blogging karta hai unme 90% blogger blogging me fail hote hai isliye aap aisa na kare.
2. Writing skills –
Agar aap ek Sucesses blogger banna chahte hai to aapke andar writing skills honi chahiye.my Means ki aap apne visitor ko kitna seekha sakte hai.Agar aapki writting skill achi rahegi to visitor dusro ki tulna se aapki post padh ko aasani se samajhenge.to isliye visitor dubara bhi usi site par visit karna pasand karenge.
Ab baat ye aati hai ki wiritng skills ko kaise behtar banaye maine niche kuch point bataye hai jisse aap apna writting skill sudhar sakte hai.
1.Aap jab bhi content likhe usme generally use hone wale english words jarur use kare.
2.Post likhne ka apna sabse alag tarika banaye. my mean ki aap apna alag tarika banaye post likhne ka.
3.Article me eye catching images use kare.
4.Reader ki pasand ki post likhe.
5.Font size aisa use kare jo aapke blog design me must lage.
In sabke alawa aap apne talent se alag pahchan banaye jisse aapke blog ke reader aapko sabse alag nazro se dekhe.
3. Write SEO friendly article –
Blogging ka main topic blog par hume apne thoughts and knowledge share karna hota hai.Maan lo aap kisi subject par content likhke publish kar rahe ho.To aap jarur chahoge ki use jyada se jyada visitors padhe aur aapka post first page par show ho.iske liye aapko apne blog par traffic handle karna hota hai.
Aap apne content ko facebook, google plus, twitter,pinterest,whatsapp,and other social media sites par share karte hai.lekin blog ka main traffic source search engine google hi hota hai.
Duniya me aise koi nahi hoga jo Google ko nahi janta hoga kyuki google duniya ko no.1 search engine hai or google se traffic pane ke liye aapko search engineoptimization quality content likhna hota hai Aur iske liye aapko seo ki jankari honi chahiye ki post me keyword kahan kahan keyword use karna hai.agar aapko seo ke baare me knowledge nahi hai to jahir hai ki aap quality content nahi likh rahe ho simple me kaha jaye to agar aapne SEO ko follow karke 10 post likhe hai to wah without seo 100+ post ke equal hai so aap jaan gaye ki Seo ko avoid karna kitna bhaari pad sakta hai.
4. Blog Design:
Jyadatar naye blogger kisi free template provide site se template download karke apne blog par apply kar lete hai.Aur wah free Template jisne design kiya hai wo apni template me redirection code add kar dete hai.lekin newbie blogger ko template edit karne ki bahut kam information hoti hai.isliye wah jyada time tak template edit karne me lage rahte hai.
Newbie blogger ko jyada jankari nahi rahta hai isliye wah apne blog ko proper design nahi kar pate ho aur iska anjaam yah hota hai ki jab bhi koi apke blog par visit karta hai to aapke blog ka design sahi na hone se wah dubaara aapke blog par visit karna nahi pasand karte hai.simple me kahun to agar aapke blog par 500+ post hai to bhi visitor aapko newbie samjhenge.so aap sabse pahle apne blog ka sahi se design kare.uske baad aap apne blog par post kare.
5. Creating multiple blogs –
Dosto Blogging me fail hone ka sabse bada reason yah hai ki aksar new blogger jyada paise kamane ke lalach me ek se jyada blog bana lete hai aur uska ye natiza hota hai ki wah apne purane blog par jyada dhyan nahi de pata hai aur dhire dhire ye hota hai ki ek din wah dono blog se hath dho baithta hai.
Mai ye nahi kahta ki aap ek se jyada blog nahi banaye aap ek se jyada blog banaye but aap pahle apne purane blog ko success bana le tab aap naye blog par work kare nahi to aap ek se do blog fir do se teen blog aur phir last me aapke blog ka the end ho jata hai.so aap bina knowledge ke ek se jyada blog na banaye.
I hope aapko ye post achi lagi hogi to please ye post social media par jarur share kare.

Blogging Me Fail karne ke 5 badi Reason Jo Kisi Bhi Blogger Ko Failure Bana Sakti Hai?

Bahut achi jankari Di hai Thanks For sharing
ReplyDeleteThanks bro Aise hi bane rahiye hamare sath
ReplyDelete