Aaj hum janenge ki Seo kya hai.aur apne website par Seo kaise kare. Search Engine Optimization (SEO) bahut hi jaruri hai website par jada user ko lane ke liye search engines se. Bahut log website start karte hai or apni site par SEO se likhna start karte hai, par unko samaj nahi aata start kaha se kare, thoda kam expriance hone ke karan Seo nahi kar pate.
Apne blog ka Seo kyu kare?
Aap log itni mehnat karke post likhte hai.aur Socho agar hamari post search engine me na aaye to Hume kya hoga.isliye Hume apni site ke post ko seo banana bahut jaruri hai.
What is seo?
Seo ka means (matlab) (search engine optimization) hota hai.Seo se Hume kya fayda hota hai?
Seo se Hume bahut se fayda hai.seo ek aisa tarika hai jisse hum apni site ko Google ke first Page par la sakte hai.seo karne se hamari site par rank badhti hai.Note:Seo karne ke pahle apni site ko Google,yahoo,bing,MSN ,UC news.me site ko submit kare.
Seo kitne type ka hota hai?
Seo 2 type ka hota hai.1.ON-Page SEO
2.OFF-Page SEO
Ab ham in 2 SEO ke types ke bare me detail me janenge.
ON-Page SEO
ON Page apne aap me ek bhut bada topic hai. ON Page ka meaning hai apni website ko Google ke rules ke according banana.ON Page SEO me ham apni website ko edit karke use aisa banate hai ki Google use easily read kar sake aur user bi website se jyada se jyada attract ho. Ab On page SEO me kya kya karte hai, ye ham aapko batate hai-1.Website speed--
Agar aap ke site ki speed 1-10 second ha to bahut acha hai.Agar aap ke site ki speed 10 se jyada second ki hai to aapki site bahut kharab hai.
2.Title tag--
Kisi bhi website ko rank karane ke liye Title Tag ka bhut important role hai, Aapka Title jitna jyada optimize hoga utna hi jyada benefit hoga.
3.Meta description--
Meta description ka use karke ham Google ko describe karte hai ki hamari website kis subject par hai, jaise- blogging par hai ya news par hai etc.4.Hidden content--
App ki website me koi hidden content nahi hona chahiye.Kai bar log acchi rank ke liye content page par dal dete hai lekin use hide kar dete hai jisse ki jab koi user site pe padhne aata hai to hide wala content nahi dekh pata.
5.Image Alt Tag--
Bhut sare log is bat ko nahi jante ki Google image ko read nahi kar pata. Google image me alt tag se ye pata karta hai ki ye image kis ki hai.For example- Agar aapne sharakuh ki photo apni website par lagayi hai. lekin alt tag nahi dala to Google ko pata nahi chalega ki ye Image kiski hai lekin agar aapna alt tag me sharukh khan nam dala hai to Google samajh jayega ki ye image sharukh khan ki hai.
Off Page SEO
Jab off page seo ki bat karte hai to main focus aa jata hai Backlinks par. Backlinks ek tarah se website ko ek support dete hai. Jitne jyada quality backlinks honge utni jyada Google ki najar me aapki website ki izzat badegi. Aaiye samjhte hai Off page SEO me kya kya karna hota hai-
1.Search Engine Submission.
Sabse pahale apni website ko Google, Yahoo, Altavista, Bing, uc news, etc. jaisi free website par submit karo.kyuki agar aapk ki site ye sab site par submit rahegi to aapko back link milega.2.Facebook Page.
Facebook aaj ki date me sabse badi social networking websites hai jaha karodo log ek dusre se jude hue hain. Aapki website ka promotion karne ke liye facebook sabse accha jariya hai. Apna ek facebook page banaye aur uspe apni post share kare. Is se aapki site ka traffic badhegi.3.Use Google+ to Boost Organic Traffic.
Google + ek bahut acha tarika hai apme site ko aage le jane ke liye. Aap Google+ par apna ek attractive profile banaye aur apne followers increase kare.4.Use Twitter.
Twitter bi aaj kal logo ka pasandida platform hai. Twitter par apne followers badhaye aur regular tweets kare.aur achi image bhi bheje.apne tweet par.isse apko backlink milega.
5.Participate in Question & Answers.
Quora, Yahoo answer and other question answer jaisi websites par bhi participate kare. Logo se question kare, kuch logo ke question ka answer de aur answer me aap apni website ka link bi lagaye. Taki aapke site par aaye.Dosto Ab aapko search engine optimization ki puri tarah samaj aa gya hoga.agar aapko ye post achi lage to social media par jarur share kare.
0 comments: